Mirzapur season 3 trailer teaser release! 5 July

 A Gaya a Gaya Mirzapur ka season 3 a Gaya jiska intezar tha Mirzapur season 3 ke sath hai uski release date bhi Bata Di gai hai jo ki hai 15 July yani ki kuchh din rah chuke hain season 3 aane mein kuch din raha gaye hai mujhse ruka nahin ja Raha bhai Abhi Abhi chahie mere ko yah ek bar fir se vo bhokal dekhne ko milega 


Trailer ki baat karo to teaser kuchh jyada bada nahin hai Chhota hi hai lekin Jo  itne jyada cut dikhaye gaye hain matlab story kuchh bhi samajh nahin a rahi hai lekin maja bahut aaya shuru mein hamare dadda ji Jo Monu log dete Hain ki jungle ka sher uske aane wala scene saaf dikhta hai ki Sher dikhaya ja raha hai aur Ghayal Sher dikhaya ja raha hai Tripathi Ji ko Pankaj Tripathi ko yani ki kalin bhaiya aur sath mein sherni bataya Gaya hai Bina ko aur lakadbagha aur Chita banaya Gaya hai Vijay Raj ko


To baat Karen Guddu pandit ki to is season mein mujhe bahut  jyada sunki dekh Raha hai pahle  season ki tarah  power ke Nashe mein curr jaise ki aap dekh hi sakte ho teaser mein dikh raha hai ki Guddu pandit ne kalien bhaiya ke samrajya per pura kabja kar liya hai aur sath mein unki haveli per bhi kabja kar liya Guddu ek seen mein Tripathi ke statue ko bhi todta hua dikhai de raha hai 

Lady power is  season mein dikhai de raha hai Munna bhaiya ki mrutyu ke bad unke wife ab rajniti mein utar gai hai ab kya hoga vah kiski taraf hogi kiska sath degi yah to dekhne ke bad pata lagega Sharada  khud ka game khel raha hai jab itne sare character honge to baval hone wala hai to 5 July taiyar rahana 

Comments

Popular posts from this blog

स्मार्टफोन की लत से छुटकारा और डिजिटल वेलनेस: आज की सबसे बड़ी ज़रूरत!

नेटफ्लिक्स पर टॉप 10 हॉरर मूवीज़: डर का डोज़ आपके लिए!